Sunday, January 10, 2010

Beti ke naam



Sach me rishto ka yab bhavar bada ajibo garib hai

Kabhi hasata hai , kabhi rulata hai

Ye berahm duniya nahi samaj pati jajbato aur sneh ko

Phir bhi koi shikayat nahi hai jamane se

Bas dil to yahi bar bar kaheta hai

Sunhare patto pey

Likhi kuch kahaniya,

Kuch khatti kuch meethi,

Kabhi hansati kabhi rulati...........

Chupchaap khali bethna

Kai ganthe na jaane kyun

Khamosh, apne ko he dhundna

Na jane kahan chale gaye woh pal....................

u to bahot chahate hai hap apni beti ko

Bas yadoo ke saharey ji laenge ham

Bale voh kuch khatti ho ya kuch mitti ho

Un Gammo ka Jaher ko pi lenge ham

Sache pyar ki koi sima nahi hoti

 mohobat ki koi murat nahi hoti

Bachi meri hamesha kush raho dil se nikalati hai har pal yahi duwa


Ek babul ke gam ko yah jalim duniya kya jane

No comments:

Post a Comment