Tuesday, June 1, 2010

ab manzil hi nahi koi..
to raho ka kya karu..

jo nadi sukh jaye...
un kinaro ka kya karu...
...
main samndar hu.. jharne ki tarah bah nahi sakta....
sikh sakta hu bahna...
magar tufano ka kya karu..

No comments:

Post a Comment